Twitter was taken by storm when this guy with a Twitter handle Gareeb Aadmi (@GareebGuy) started tweeting about how gareeb he is. He tweets everything – from satire to humor. The tweets are humorous, witty, satirical and thought provoking at the same time.
We bring to you the best of his tweets which we’re sure will make you follow him (if you’re not yet following him, that is!)
1.
Computer to kya, mere ghar mein windows bhi nahi hain.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 4, 2015
2.
Mard sirf thandey paani se nahaate hain. Him toh majboori mein mard ban Gaye. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 4, 2015
3.
I love street food. Ghar ke khaane ki baat he kuch aur hai.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 4, 2015
4.
My pick up line: “Can I beg you a drink?” — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 4, 2015
5.
Is baar diwali pe new banyaan khareedunga.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 4, 2015
6.
Kabhi kabhi toh lagta hai hamaare bhagwan ke paas bhi paise nahi hai. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 4, 2015
7.
” Khaana kha lia kya?” – The taunt that I hate the most.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
8.
Mera beta kehta kal ki log kapde dhone ke liye alag saabun use karte hain. Kuch bhi bolte hain aajkal ke naujawaan. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
9.
Ji Sahab. Railway line ke paas poverty line hai. Uske neeche rehte hain hum.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
10.
Biscuit khane ka man kar raha hai, chalo blood donate kar aate hain — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
11.
Suna hai aise mirrors hain dunia mein, jisme poora face ek baar mein dekh sakte hain.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
12.
I am secular. Temple mein breakfast. Gurudware mein lunch. Dargah mein dinner. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
13.
Don’t you just hate it jab aapke ghar pe koi Bulldozer chala de
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
14.
Main pyar ka bhookha nahi hoon. Bas bhookha hoon. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
15.
Facebook pe mujhse koi chat ni karta. Gareeb ki “Hi” kisi ko nahi chahiye.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
16.
Thappad se darr nahi lagta sahab. Salman khan se lagta hai. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
17.
Jitni Chaadar ho utne he paer failaane chahiye. Isliye maine paer kaat diye.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 5, 2015
18.
Mera bada beta poore 8 saal ka ho gaya hai, par abhi tak naukri ni lagi. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 6, 2015
19.
Mere maalik ne kal cigarette ka packet gift kia. Par maachis kahan se khareedu?
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 6, 2015
20.
4 din pehle nahaya tha, feeling fresh. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 6, 2015
21.
20 saal pehle main is shehar mein sirf 10rs rupay leke aaya tha. Aaj bhi utne he hain.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 6, 2015
22.
Gareeb aadmi is at Sulabh Sauchalya with wife and 12 others. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 6, 2015
23.
Agar gravity nahi bhi hoti, tab bhi hum zameen par hi rehte.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 6, 2015
24.
Meri shaadi mein Meri saali ne joota churaya aur un paiso se doosre gaaon mein settle ho gayi. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 7, 2015
25.
Main sirf laila laila chillata hoon. Kurta faadne ki jarurat nahi padti.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 7, 2015
26.
Log banyaan ka pocha banaate hain. Fir main us poche ka banyaan. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 7, 2015
27.
Yeh municipality wale bade kamine hain. Subah uthke nashta karne hi wala tha ki sara kachra saaf karke chale gaye. #junkfood
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 7, 2015
28.
Aaj pata laga, ghar ko English mein brothel kehte hain. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 8, 2015
29.
Chutiyapa – That thing where rich kids doing rural internship try to save me in 2 months
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 9, 2015
30.
Aaj kal sabse jyada scope kaun se dharm mein hai? — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 9, 2015
31.
Rajma dekhta hoon to apni purani kidney ki yaad aa jati hai.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 10, 2015
32.
Phati jeans ka fashion maine shuru kia tha. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 11, 2015
33.
Main mar bhi toh nahi sakta. Meri biwi roz karva chauth manati hai.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 12, 2015
34.
Is desh mein humaari majority hai. Hum sarkaar bana sakte hain, paise nahi. — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 13, 2015
35.
Chori karke paper mein photo laani padti hai, taaki gaaon mein mom ko pata chal jaaye ki main zinda hoon.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) January 17, 2015
This guy is awesome, isn’t he? Go follow him! And if you loved the tweets, do share the article!